Judaa Lyrics
aansuon ne nazar mein jagah banaai
zindagi kaa hissaa banee tanhaayi
aansuon ne nazar mein jagah banaai
zindagi kaa hissaa banee tanhaayi
pooree hoke bhee pooree naa ho saki dua
tujh se juda-juda hua main juda hua
mujh se khafa-khafa yahaan mera khuda hua
tujh se juda-juda hua main juda hua
mujh se khafa-khafa yahaan mera khuda hua
bewajah safar mein tha pal-do-pal nazar mein tha mmm
bewajah safar mein tha pal-do-pal nazar mein tha
khaahamkhaah bhatak gaya achchha-bhalaa dil ghar mein tha
kaisee bin tere hogee ye zindagi bataa
tujh se juda-juda hua main juda hua
mujh se khafa-khafa yahaan mera khuda hua
tujh se juda-juda hua main juda hua
mujh se khafa-khafa yahaan mera khuda hua
Writer(s): Kumaar, Jaidev Kumar<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from The Asees Kaur Collection
Loading
You Might Like
Loading
2m 54s · Punjabi