
Jane Kyon Log Mohabbat Kiya - Carvaan Lounge Lyrics
Carvaan Lounge - Season 1 by Shaan, Palak Muchhal
Song · 58,216 Plays · 4:30 · Hindi
Jane Kyon Log Mohabbat Kiya - Carvaan Lounge Lyrics
fanaa hone kee tamanna liye tere ishq mein duube jaathe hain
tum aah bhee nahin bharte, tum "uf" tak nahin karte
hum qatl hue jaathe hain, hum dafn hue jaathe hain
is zamaane mein is mohabbat ne
kithne dil tode, kithne ghar phunke
jaane kyun log muhabbat kiya karte hain
jaane kyun log muhabbat kiya karte hain
jaane kyun log muhabbat kiya karte hain
tanhaayi miltee hai, mehafil nahin miltee
dil tut jaataa hai, naakaam hota hai
ulafat mein logon ka yahi anjaam hota hai
zahar ye phir bhee sabhee kyun piya karte hain?
zahar ye phir bhee sabhee kyun piya karte hain?
jaane kyun log muhabbat kiya karte hain
koyi kya jaane kyun ye paravaane
yoon machalate hain, gam mein jalte hain
aahen bhar-bhar ke deewaane jiyaa karte hain
aahen bhar-bhar ke deewaane jiyaa karte hain
jaane kyun log muhabbat kiya karte hain
jaane kyun log muhabbat kiya karte hain
maanaa ki ishq hamaaraa muqammal nahin
jeenaa zulm, zindagi jahannum hee sahee
kubul hai qatl hona, dafn ho jaanaa
magar tera ishq kairaat mein maangenge nahin
Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Carvaan Lounge - Season 1
Loading
You Might Like
Loading
4m 30s · Hindi