Jahan Teri Yeh Nazar Hai (From "Kaalia") Lyrics
he haae
jahaan teri ye nazar hai
meri jaan mujhe khabar hai
jahaan teri ye nazar hai
meri jaan mujhe khabar hai
batch na sakaa koi aae kitne
lambe hai mere haath itane
dekh idhar yaar dhyaan kidar hai
are dekh idhar yaar dhyaan kidar hai
jahaan teri ye nazar hai
meri jaan mujhe khabar hai
kyon nahin jaani tu ye samajhataa
kaam nahin ye hai tere bas ka
kukudu kuku
kyon nahin jaani tu ye samajhataa
kaam nahin ye hai tere bas ka
hosh main aa ja dhyaan kidar hai
are hosh main aa ja dhyaan kidar hai
jahaan teri ye nazar hai
meri jaan mujhe khabar hai
meri taraf jo utaa hai tan ke
cat ke vahi haath gira badan se
are meri taraf jo uthaa hai tan ke
cat ke vahi haath gira badan se
saamne aae kis kaa jigar hai
haa saamne aae kis kaa jigar hai
jahaan teri ye nazar hai
meri jaan mujhe khabar hai
chaal ye banda aisee bhee chal jae
band ho mutthi are chiz nikal jaae
gili-gili-gili gil-gil-gil
are chaal ye banda aisi bhi chal jaae
band ho mutthi are chiz nikal jaae
ye bhee karishma dekh idhar hai
haa ye bhi karishma dekh idhar hai
jahaan teri ye nazar hai
meri jaan mujhe khabar hai
jahaan teri ye nazar hai
meri jaan mujhe khabar hai
batch na sakaa koi aae kitne
lambe hai mere haath itane
dekh idhar yaar dhyaan kidar hai
are dekh idhar yaar dhyaan kidar hai
Writer(s): R. D. Burman, Majrooh Sultanpuri<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Kaalia
Loading
You Might Like
Loading
5m 23s · Hindi