Jahan Teri Yeh Nazar Hai - Unwind Version Lyrics
jahaan teri ye nazar hai
meri jaan mujhe khabar hai
jahaan teri ye nazar hai
meri jaan mujhe khabar hai
batch naa sakaa koi aae kitne
labe hai mere haath itane
dekh idhar yaar dhyaan kidar hai
are dekh idhar yaar dhyaan kidar hai
jahaan teri ye nazar hai
meri jaan mujhe khabar hai
kyun nahin jaani tu ye samajhataa
kaam nahin ye hai tere bas kaa kukadu-kuku
are kyun nahin jaani tu ye samajhataa
kaam nahin ye hai tere bas kaa
hosh main aajaa dhyaan kidar he
are hosh main aajaa dhyaan kidar he
jahaan teri ye nazar hai
meri jaan mujhe khabar hai
chaal ye banda aisi hi chale jaae
band ho mutthi are chiz nikadal jaae
are chaal ye banda aisi hi chale jaae
band ho mutthi are chiz nikadal jaae
ye bhi karishma dekh idhar hai
are ye bhi karishma dekh idhar hai
jahaan teri ye nazar hai
meri jaan mujhe khabar hai
jahaan teri ye nazar hai
meri jaan mujhe khabar hai
batch naa sakaa koi aae kitne
labe hai mere haath itane
dekh idhar yaar dhyaan kidar hai
are dekh idhar yaar dhyaan kidar hai
Writer(s): R. D. Burman, Majrooh Sultanpuri<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Retro Rain Dance
Loading
You Might Like
Loading
3m 20s · Hindi