Do Anjaane Ajnabi

Do Anjaane Ajnabi Lyrics

Purane Geet Sadabahar Geet  by Udit Narayan, Shreya Ghoshal

Song  ·  8,572,160 Plays  ·  4:59  ·  Hindi

Rajshri Media (P) Limited

Do Anjaane Ajnabi Lyrics

do anjaane ajanabi chale baandhane bandhan
haay re, dil mein hai ye uljhan, milkar kya bolen?
kya bolen? kya bolen? re milkar kya bolen?

naee umang, naee khushii, mahak utaa hai aangan
haay re, ghar aaye man-bhavan, milkar kya bolen?
kya bolen? kya bolen? re milkar kya bolen?

bechaini, betaabi aaj muje ye kaisee?
aaj hai jo, pehle naa thi dil kee haalat aisee

ho, aankhon ko usi ka intazaar hai
unheen ke liye ye rup ye shringaar hai

dekhi hai tasveer hee, ho, aaj milenge darshan
haay re, badhane lagee hai uljhan, milkar kya bolen?
kya bolen? kya bolen? re milkar kya bolen?

rup kee raani aayi hai, jaise gagan se utar ke
mere liye, kya mere liye aise saj ke, sanvar ke?

ho, saba se cchopa ke idhar-udhar se
mujko hee dekhe chor-nazar se

baath labon par hai rukii, tej dilon kee dhadkan
haay re, kal ke sajani-saajan milkar kya bolen?
kya bolen? kya bolen? re milkar kya bolen?

Writer(s): Ravindra Jain<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Purane Geet Sadabahar Geet

Loading

You Might Like

Loading


4m 59s  ·  Hindi

Rajshri Media (P) Limited

FAQs for Do Anjaane Ajnabi