Desh Ki Mitti

Desh Ki Mitti Lyrics

Bose - The Forgotten Hero  by A.R. Rahman, Sonu Nigam, Anuradha Sriram

Song  ·  440,420 Plays  ·  5:35  ·  Hindi

© 2005 Times Music

Desh Ki Mitti Lyrics


muje yaad aatee hai

apanae desh kee mittee kee khushboo muje yaad aatee hai
apanae desh kee mittee kee khushboo muje yaad aatee hai

kabhi bahalaati hai, kabhi tadpaati hai

apanae desh kee mittee kee khushboo muje yaad aatee hai

beete pal chune lage hain dil ko aise
dost rakhe haath kandhe pe jaise
kaisee ye kirane see chhan rahee hain
kaisee tasviren see ban rahee hain

kithne mausam yaadon mein hain aate-jaate
baarish aayi, khul gae hain kaale chaate
din hain alsaae hue jo aayi garmee
sardiyon kee dhup mein hai kaisee narmi

pal-pal ek samaya ki nadiyaan hai jo bahtee jaatee hai
apanae desh kee mittee kee khushboo muje yaad aatee hai

pighale tanhaayiyon ke hain jo andhere
jagamagane se lage hain kithne chehare
ek lori hai, ek laal bindiya
laut aayi hai mere bachapan kee nindiya

o, koyi ek taareephen pe kab se ga raha hai
koyi aanchal jaane kyun laharaa raha hai
har ghadi naee baath ek yaad aa rahee hai
dil mein pagadendi see jaise ban gayi hai

ye pagadendi mere dil se mere desh jaatee hai
apanae desh kee mittee kee khushboo muje yaad aatee hai
apanae desh kee mittee kee khushboo muje yaad aatee hai
muje yaad aatee hai

Writer(s): Javed Akhtar, A R Rahman<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Bose - The Forgotten Hero

Loading

You Might Like

Loading


5m 35s  ·  Hindi

© 2005 Times Music

FAQs for Desh Ki Mitti