Bansuriya Ab Yehi Pukare

Bansuriya Ab Yehi Pukare Lyrics

Balmaa  by Asha Bhosle, Kumar Sanu

Song  ·  3,865,058 Plays  ·  7:35  ·  Hindi

© 1992 Ishtar Music Pvt. Ltd.

Bansuriya Ab Yehi Pukare Lyrics

Balma balma balma
Balma balma balma
Balma balma balma
Balma balma balma

Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Teri aankho se nindiya churaunga
Tere hontho se laali udaunga

Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Tujhe sanso me apni basaungi
Tujhe apni nazar mein chhupaungi

Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare

Aankhe bichhaye baithi thi
Dilbar ki chah mein
Kab se khadi thi main yaha
Chahat ki rah mein

Tune jo di sada toh main
Tere pas aa gaya
Dooniya bhulake main sanam
Tujhme sama gaya
Diwani ho gayi thi main tere pyar mein
Bechain ho rahi thi main tere intezaar mein
Tere intezaar mein tere intezaar mein

Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Balma balma balma
Balma balma balma
Balma balma balma
Balma balma balma

Aa ja karib aa mere tujhko karar du
Baho me teri pyar ke lamhe guzar du
Hai aarzu yahi meri tere samane rahu
Kehani hai jitni bat main tujhse woh sab kahu

Mere sath hai tu sathiya har ik hal mein
Khoya rahu hamesha main tere khayal mein
Tere khayal mein tere khayal mein
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare

Teri aankho se nindiya churaunga
Tere hontho se laali udaunga
Tujhe sanso me apni basaungi
Tujhe apni nazar mein chhupaungi

Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Han bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare

Lyrics powered by JioSaavn


More from Balmaa

Loading

You Might Like

Loading


7m 35s  ·  Hindi

© 1992 Ishtar Music Pvt. Ltd.

FAQs for Bansuriya Ab Yehi Pukare