Bahut Pyar Karte Hain

Bahut Pyar Karte Hain Lyrics

Dard- E- Dil- Vol- 5- Tujhko Na Dekhun To- With Shayeri  by Nadeem-Shravan, Anuradha Paudwal, Altaf Raja, Minalini Singh

Song  ·  398,277 Plays  ·  4:23  ·  Hindi

© 2000 Ishtar Music Pvt. Ltd.

Bahut Pyar Karte Hain Lyrics

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Humaari ghazal hai tassvvur tumhaara
Humaari ghazal hai tassvvur tumhaara
Tumhaare bina ab na jeena gawaara

Tumhe yuhi chaahenge
Tumhe yuhi chaahenge jab tak hai dam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Humko bhi tumse mohabbat hai utni

Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na ab hogi kam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Lyrics powered by JioSaavn


More from Dard- E- Dil- Vol- 5- Tujhko Na Dekhun To- With Shayeri

Loading

You Might Like

Loading


4m 23s  ·  Hindi

© 2000 Ishtar Music Pvt. Ltd.

FAQs for Bahut Pyar Karte Hain