Aate Jaate Hanste Gaate

Aate Jaate Hanste Gaate Lyrics

Maine Pyar Kiya  by Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

Song   ·  1,460,422 Plays  ·  3:22  ·  Hindi

© 1989 Saregama

Aate Jaate Hanste Gaate Lyrics

aate-jate hanste-gaate
sochaa tha maine man mein kayi baar
vo pehali nazar halakaa sa asar
karthaa hai kyun is dil ko bekaraar

ruk ke chalanaa chal ke ruknaa
naa jaane tumhen hai kiskaa intazaar
tera vo yakin kaheen main to nahin
lagata hai yahi kyun mujko baar-baar
yahi sach hai shaayad maine pyaar kiya
haan -haan tumse maine pyaar kiya

aate-jate hanste-gaate
sochaa tha maine man mein kayi baar
hothon kee kali kuch aur khili
ye dil pe hua hai kiskaa ikhtiyaar

tum koun ho batala to do
kyun karne lagi main tum pe aitbaar
khamosh rahon yaa main kah don
yaa kar lun main chupake se ye sweekaar
yahi sach hai shaayad maine pyaar kiya
haan -haan tumse maine pyaar kiya

Writer(s): Raam Laxman<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com

3m 22s  ·  Hindi

© 1989 Saregama