Tune Jo Na Kaha Lyrics
tuune jo na kaha
main wo sunata rahaa
khamkha bevajaah khwab bunata rahaa
tuune jo na kaha
main wo sunata rahaa
khamkha bevajaah khwab bunata rahaa
jane kiski hamen lag gayi hai nazar
is shahar mein naa apana thikaana raha
door chaahat se main apanee chalta raha
khamkha bevajaah khwab bunata rahaa
dard pehle se hai zyada
khud se phir ye kiya vaada
khamosh nazren rahen bejubaan
baton pehle si baaten hai
bolo to lab thar tharate hai
raaj ye dil kaa
naa ho bayaan
ho gaya ke asar koi ham pe nahin
humsafar main to hai
humsafar hai nahin
dur jaataa rahaa
paas aata rahaa
khamkha bevajaah khwab bunata rahaa
aayaa vo phir nazar aise
baat chhidney lageen phir se
aankhon main chubhta kal kaa dhuaan
haal tera naa ham sa hai
is khushi main kyon gam sa hai
basane laga kyon phir wo jahaan
wo jahaan dur jisase gaye the nikal
phir se yaadon ne kar di jaise pahal
lamhaa bitaa hua
dil dukhaata rahaa
khamkha bevajaah khwab bunata rahaa
tuune jo na kaha
main wo sunata rahaa
khamkha bevajaah khwab bunata rahaa
jane kiski hamen lag gayi hai nazar
is shahar mein naa apana thikaana raha
dur chahat se main apni chalata rahaa
bujh gai aag thi
daag jalataa rahaa
Writer(s): Sandeep Shrivastava, Pritaam Chakraborty<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from New York
Loading
You Might Like
Loading
5m 9s · Hindi