Sanam Aa Gaya

Sanam Aa Gaya Lyrics

Sanam Aa Gaya  by Payal Dev, Stebin Ben, Kunaal Vermaa

Song  ·  2,420,119 Plays  ·  4:02  ·  Hindi

© 2023 DRJ Records Industries Pvt. Ltd.

Sanam Aa Gaya Lyrics

Kya Kahein Hum Tumhein Kitne Betaab Hain
Aa Rahe Ab Nazar Aap Hi Aap Hain
Jin Nigahon Mein Kal Neend Hi Thi Nahi
Aaj Unn Aankhon Mein Khaab Hi Khaab Hai
Aake Teri Baahon Mein Har Dard Muskura Gaya

Chahat Ka Mausam Aa Gaya
Tu Dar Pe Jo Sanam Aa Gaya
Chahat Ka Mausam Aa Gaya
Tu Dar Pe Jo Sanam Aa Gaya

Paas Aa Gaye Hain Tere Door Na Raha Gaya
Chahat Ka Mausam Aa Gaya
Tu Dar Pe Jo Sanam Aa Gaya x 2

Isi Shaam Ka Hamein Kabse Intzaar Tha
Faaslon Mein Kam Nahi Hua Mera Pyar Tha
Dil Se Chaahe Pooch Ke Dekh Lena Baat Yeh
Humein Maloom Tha Humein Aitbaar Tha
Tere Inn Labon Pe Yaara Naam Mera Aa Gaya

Chahat Ka Mausam Aa Gaya
Tu Dar Pe Jo Sanam Aa Gaya x 2
Oh....Paas Aa Gaye Hain Tere Door Na Raha Gaya

Lyrics powered by JioSaavn


More from Sanam Aa Gaya

Loading

You Might Like

Loading


FAQs for Sanam Aa Gaya