Kanhaiya Twitter Pe Aaja (From "The Great Indian Family") Lyrics
Ho dede darshan phir ek baar
Dwaar aaya bhajan kumar
Dede darshan phir ek baar
Dwaar aaya bhajan kumar
Kasht se uddhar karde
Aaj beda paar karde
Zindagi se rahle aur
Unche vichaar karde
Followers tere saare
Milke tujhe pukaare
Inki khabar lene
Aa aa aa aa aaja
Kanhaiya Twitter pe aaja
Aaja bhagat ki bigdi bana ja
Kanhaiya Twitter pe aaja
Aaja bhagat ki bigdi bana ja
Sawalon se bhar ye maan hai mera
Tu aake jara uttar bata ja Radhe
Kanhaiya Kanhaiya zor se bolo
Kanhaiya Twitter pe aaja
Aaja bhagat ki bigdi bana ja banaja
Ho ghor kaliyug mein ye jag
Tera baz se bhatka hai
Tujhse hatkar dhyaan sabka
Jo phone pe atka hai x 2
Fir zara ek baar lele gyarvaah avatar lele
Digital roop mein hi chahe is baar lele
Man ka hua fajeeta fir se padha de Geeta
Hume upadesh dene aa aa aa
Aaja Kanhaiya, Kanhaiya
Kanhaiya Twitter pe aaja
Aaja bhagat ki bigdi bana ja
Sawalo se bhara yeh mann hain mera
Tu aake zara uttar bata ja Radhe!
Kanhaiya Twitter pe aaja/ Bhagat ki bigdi bana ja
Feel ke saath Ghanshyam mere aaja
Ghar mein andhere aaja raat aadhi chahe
Tadke savere aaja aangan sajane aaja
Makhan churane aaja janmo janam ki
Mann ki dikhane aaja
Rath pe anokhe aaja Radhe ko leke aaja
Bandhu Sudama ko bhi peeche bitha ke aaja
Aaja, aaja, aaja aaja, aaja, aaja aaja, aaja aa
Kanhaiya Twitter pe aaja aaja
Bhagat ki bigdi bana ja
Kanhaiya Twitter pe aaja aaja/ Bhagat ki bigdi bana ja....
Lyrics powered by JioSaavn
More from Kanhaiya Twitter Pe Aaja (From "The Great Indian Family")
Loading
You Might Like
Loading
4m 45s · Hindi