Barbaadiyan Lyrics
Na koyi lakeerein, na daayare, ishq mein had hoti nahin
Itna behad hota hai ki ye fitoori ghat-ti nahin

O, jaana hai ikk baar teri rooh ke paar
Main to reh ke kinaare pe thakkiaa
O, tera chadhiaa khumaar, tere bin, mere yaar
Is jagg mein nahin kuch rakkhiaa
Barbaadiyaan tumse hi hain, aabaadiyaan tumse hi hain
Ab kya galat aur kya sahi, jab roohdaariyaan tumse hi hain

Madhoshiyaan hain, madhoshiyaan, in nigaahon mein teri hain madhoshiyaan
Doob jaaniaa, aise doob jaaniaa, phir kabhi na main tujh se ubhar paaniaa

Ho, kaisi lagan hai yaar lagi jo is baar
Raati-din bas naam tera rattiaa
O, tera chadhiaa khumaar, tere bin, mere yaar
Is jagg mein nahin kuch rakkhiaa
Barbaadiyaan tumse hi hain, aabaadiyaan tumse hi hain
Ab kya galat aur kya sahi, jab roohdaariyaan tumse hi hain
Barbaadiyaan tumse hi hain, aabaadiyaan tumse hi hain
Ab kya galat aur kya sahi, jab roohdaariyaan tumse hi hain
Madhoshiyaan hain, madhoshiyaan, in nigaahon mein teri hain madhoshiyaan
Doob jaaniaa, aise doob jaaniaa, phir kabhi na main tujh se ubhar paaniaa
Madhoshiyaan hain, madhoshiyaan, in nigaahon mein teri hain madhoshiyaan
Doob jaaniaa, aise doob jaaniaa, phir kabhi na main tujh se ubhar paaniaa
Barbaadiyaan tumse hi hain, aabaadiyaan tumse hi hain
Ab kya galat aur kya sahi...
Writer(s): Sachin-jigar<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Shiddat
Loading
You Might Like
Loading
3m 50s · Hindi